Last Updated on Monday, January 18, 2016

Mobile App Kaise Banaye Free Me Android

Aaj ka modern world big screen mobile par jyada hai. Jyada se jyada public big screen phone kharid rahi hai specially Android phone. Agar aapki website bhi and aap chae to apni android app bhi bana sakte ho. Iske do way hai ya to company se banbao ya khud se banao me aapko bohot se way's batata hu taaki aap bhi apni android application bana sake.

Android app ko codding se banana aasan nahi hai uske liye team ki jarurat ho sakti hai. Ha! agar aap Java me expert hai to aap khud bhi bana sakte hai. Me to nhai bana sakta becuase mujhe Java nahi aati. But, kuch site's aisi hai jinse aap help lekar android app bana sakti hai.

Android banane ke liye aap kya karnege? Sabse pehle Google par search karenge ki Mobile App Kaise Banaye to aapko bohot saare search result milenge jinme jo first ya second hoga aap un par click karke try karenge. But phir wo premium par aa jayega and aapko paisa dena hoga. Isse behtar me hi aapko batata hu ki aap ko kis site par jana hoga or kese banana hoga? Ye saari jankari ke liye neeche read karte jaiye.
Mobile app kaise banaye ki first image

Mobile App Kaise Banaye Free Me On Android

Step 1. Aap sabse pehle to www.appsgeyser.com par jaiye and Create Now link par click karke aapni andoid aap ki start kijiye. Jesa ki upar imag me diya hai.

Step 2. Guys, Create Now par click karte hi aapke samne kai options aayenge jinhe aap ko choose karna hoga uske. Konsa option aapko choose karna hai aapko? Agar aapki website hai or hate hai ki mobile app se bhi monetize ye income kare to kar sackte hai isle agar aapki website hai to website par click kare.

Step 3. Website par click karte hi aap third page par move ho jayenge jaha aapko apni site ke bare mai information dena hai jese Site ka URL, uski content ke baare me. Exmaple ke liye aapne site URL me www.faacebook.com dala and Refresh Preview par click karte hi side me jo mobile ki image hai usme aapki site ya facebook.com aa jayegi. Aap Next par click karte hi Application name par jaengi jaha aapko app ka name banana hai. Uske Baad Description ka page aata hai jaha aapko apni site ye android ke baare me batana hai and next karke aapko apni app ka icon choose karna hai chae to site ka logo bhi choose kar sakte hai Uske baad next karte hi Create App par click kar dena hai. That's it!

Step 4. Aap sochte hai ki sab khatam and android app ready? but aisa nahi hai 1 ya 3 steps or dekhni pad sakti hai. Step 3 ke baad aapko account create karne ka option aayega jaha se aap Email ID, Password, Re-Type Password par click karke account create karna hai. Uske baad aap iss page par aaynge jaha se aapko apki android app ki QR code with image dikhega jise aap apnle android mobile se scan karke direct mobile par download kar sakte hai.
Mobile app kaise banaye ki first image 1
Upar di hui image me aap QR code ko scan karke Khud ka banaya hua aap download kar sakte hai, Aaap chae to Google play store par bhi upload kar sakte hai ya Amazon App Store par bhi. fourth number par aap dekh rahe honge Monetize likha hai jiska meaning hai paisa kamana joki aap apni app ke saath kar sakte hai. Iske liye aapko unke Monetize program joki Ad Revenue Program join karna hoga jaha se aap revenue easily generate kar sakte hai uske liye aapko jitni jyada ho sake aapni app ko install karwana hai and jita jyada aapki aap ka use hoga utni hi aapki revenue increase hogi.

Agar ye post ya article aapko badiya laga to uske liye reviews dijiye. :)

No comments:

Post a Comment